Skip to content

Screenshot_2023_0326_110142-b1f99723

Title: Screenshot_2023_0326_110142-b1f99723

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sari Raat Shayari || Finding love even in sleep

Sari Raat neend na aawe
rabb kolon tainu hi rhenda main mangda
je bhul ke kade akh lag jawe
chandra dil mera supne vich v tainu hi labda

ਸਾਰੀ ਰਾਤ ਨੀਂਦ ਨਾ ਆਵੇ
ਰੱਬ ਕੋਲੋਂ ਤੈਨੂੰ ਹੀ ਰਹਿੰਦਾ ਮੈਂ ਮੰਗਦਾ
ਜੇ ਭੁੱਲ ਕੇ ਕਦੇ ਅੱਖ ਲੱਗ ਜਾਵੇ
ਚੰਦਰਾ ਦਿਲ ਮੇਰਾ ਸੁਪਣੇ ਵਿੱਚ ਵੀ ਤੈਨੂੰ ਹੀ ਲੱਭਦਾ ..#GG

Title: Sari Raat Shayari || Finding love even in sleep


Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari

Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃

तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃

Title: Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari