Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sabar karna seekh lo || Hindi shayari || two line shayari
Sabr krna seekh lo kyunki
Rab ke faisle par kabhi shak nhi kiya ja sakta 👍
सब्र करना सीख लो क्योंकि
रब के फैसले पर कभी शक नहीं किया जा सकता 👍
Title: Sabar karna seekh lo || Hindi shayari || two line shayari
Mere har saans mein usake siva koi aur nahee
Mana ki kismat pe mera koi zor nahi,
Par ye sach hai ke mohabbat meri kamazor nahee,
Us ke dil me, usaki yaado me koi aur hai lekin,
Mere har saans mein usake siva koi aur nahee..
