Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Maalum hota hai..💔🖤
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai..💔
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai🤲
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…💔🖤
Title: Maalum hota hai..💔🖤
हाल ए दिल byaa nahi hota
क्यू ये हालें दिल ब्या नहीं होता ,
होता भी है अगर तो ,
जहां होना होता है वहां नहीं होता,
