Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Woh saamne baithi thi || love shayari hindi

maine bahut koshish ki uski muskaan
dekhne ki
par wo zufo se chehra chhipa kar baithi thi
ek mai tha jo uski nazro se uska haal jaan raha tha
or ek wo thi jo kitaabo se dil lgaa ke baithi thi
Uske dil mein || two line Hindi shayari
Uske dil mein mera ek thikana
Ye dil ko khush rakhne ka hai ascha bahana😁
उसके दिल में मेरा एक ठिकाना
ये दिल को खुश रखने का है अच्छा बहाना😁
