Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dukh || sad but true || hindi shayari
Gam is bat ka nhi ki tumhara vada kachaa tha
Dukh to is bat ka hai duniya ka davaa sacha tha 💔
गम इस बात का नही कि तुम्हारा वादा कच्चा था
दुख तो इस बात का है दुनिया का दावा सच्चा था💔
Title: Dukh || sad but true || hindi shayari
Kamsin c ladki || in love
Kanto par chal kar phoolo se bate karti sapno ki unchi udaan zamane se darti toofan me kashti utare vo kamsin si ladki nayi nayi umange aur khawahishon ka jharna hai khud se khud ka rishta tay karna hai🫣 
