Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri Zulfo me || hindi love shayari

aankho me kaali shaam hai
khoobsurat hai tu jannat c
chand taare to yuhi badnaam hai
mere paas shabad nahi hai
likhne ko tujhme kuch aisi baat hai
waise to mai tujhe jaanta nahi
par tujhme apna sa ehsaas hai
Expectation hurts (उम्मीदें दर्द देती हैं) || true but sad || hindi shayari
Main mohabbat se jyada ummeedo se haari hoon…
मैं मोहब्बत से ज़्यादा उम्मीदों से हारी हूँ।।
