Skip to content

Rahne do

Kyu karte ho duniyaa daari ki baate
Kyu karte ho duniyaa daari ki baate



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nazar to Mila || Hindi shayari

Zuban toh khol, najar toh mila, jabab toh de
Mein kitni baar loota hu, mujhe hisab toh de❤️
tere badan ki likhawat me hai utar chadhaw
Mein tujhko kese padhunga, mujhe kitaab toh de….🙃

जुबा तो खोल, नज़र तो मिला,जवाब तो दे
में कितनी बार लुटा हु, मुझे हिसाब तो दे❤️
तेरे बदन की लिखावट में हैं उतार चढाव
में तुझको कैसे पढूंगा, मुझे किताब तो दे🙃

Title: Nazar to Mila || Hindi shayari


Dukhi to har koi hai😔 || two line hindi shayAri

Dukhi to har koi hai janab😒
Bas dusro ke dard dekh ke khush hai🙃✍

दुखी तो हर कोई है जनाब😒
बस दुसरो के दर्द देख के खुश है। 🙃✍

Title: Dukhi to har koi hai😔 || two line hindi shayAri