Enjoy Every Movement of life!
Kat rahi hai zindagi kuch ese
Titli ka jism jaise daba ho kitab mein… 💔💯
कट रही है ज़िन्दगी कुछ ऐसे…
तितली का जिस्म जैसे दबा हो किताब में….💔💯
Wo Mohabbat Bhi Teri Thi, Wo Nafrat Bhi Teri Thi
Wo Apnapan Aur Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi
Hum Apni Wafa Ka Insaf Kisse Maangte,
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi!
