Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Adhoori kahani h || 2 lines sad love hindi shayari
Tere jaane kaa nhi aane kaa gum h mujhe ye baat btani h
Sabki trha humari bhi adhoori kahani h
Sabi singh
Title: Adhoori kahani h || 2 lines sad love hindi shayari
Ishq ke mareez || two line hindi shayari
Kya khaak tarakki ki hai is duniya ne😒
Ishq ke mareez to aaj bhi be ilaaj bethe hain😕
क्या खाक तरक्की की है इस दुनिया ने,😒
इश्क के मरीज़ तो आज भी बे इलाज़ बैठे हैं।😕
