Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari
Koi ibadat ki chah mein roya,
Koi ibadat ki rah mein roya
Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,
Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤
Title: Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari
Neend nhi aati || hindi shayari
Suno jyada kuchh nahi bdla tumhare jane ke baad
Saans to aati hai bas nind nahi aati🙃
सुनो ज्यादा कुछ नही बदला तुम्हारे जाने के बाद
सांस तो आती है बस नींद नहीं आती🙃
