Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhe paana meri ibadat || true love
Tumhari mohabbat mera deen
Tumhari chahat mera iman hogyi,
Tumhara naam mera kalma
Tumhe pana meri ibadat hogyi
Title: Tumhe paana meri ibadat || true love
Mohabbat || hindi shayari || urdu shayari
Mohobbat mein wafa hoti hai wazu ki trah,
Bina wazu ke toh namaz bhi qubool nahi hoti❣️
मोहोब्बत में वफ़ा होती है वज़ू की तरह
बिना वजह के तो नामज़ भी कबूल नही होती❣️


