Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
zindagi ka safar hai || Life
Zindagi ka safar hai anjaana,
Har kona chhupa hai ek naya fasana.
Khoj mein lage hain hum,
raaz e zindagi ke,
Har muskurahat ke peeche chhupa hai ek raaz gehra.
Title: zindagi ka safar hai || Life
Chand || hindi love shayari || pyar shayari
Har dill ♥️ Diwana hai tumhara,
sara zamana ashiq hai tumhara
kaise khdu ki tum Chand Ka tukda ho
kyuki Chand bhi tukda hai tumhara 🥀🌜
हर दिल ♥️ दिवाना है तुम्हारा,
सारा जमाना आशिक है तुम्हारा,
कैसे कह दू कि तुम चाँद का टुकडा हो
क्यो कि चाँद भी टुकडा है तुम्हारा 🥀🌜
