Skip to content

Reh gaye adhoore || sad punjabi shayari

ਓਹਦੇ ਨਾਲ ਸੋਚੇ ਸੁਪਨੇ, ਹੋਏ ਨਾ ਪੂਰੇ,

ਓਹਦੇ ਨਾਲ ਦੇਖੇ ਖ਼ਵਾਬ,  ਰਹਿ ਗਏ ਅਧੂਰੇ,

ohde naal soche supne, hoye na poore

ohde naal dekhe khawaab, reh gaye adhoore

Title: Reh gaye adhoore || sad punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil-e-bimar || love Hindi shayari || yaad shayari

Yun tasalli de rahe hain hum dil-e-bimar ko
Jis trah thaame koi girti huyi diwar ko
Kuch khatakta to hai pehlu mein mere reh reh kar
Ab khuda jane teri yaad hai ya mera dil ❤️

यूँ तसल्ली दे रहे हैं हम दिल-ए-बीमार को
जिस तरह थामे कोई गिरती हुई दीवार को
कुछ खटकता तो है पहलू में मेरे रह रह कर
अब ख़ुदा जाने तेरी याद है या मेरा दिल ❤️

Title: Dil-e-bimar || love Hindi shayari || yaad shayari


Pal Bhar Ke Liye Yaad || Hindi shayari Yaad


Waqt Mile To Yaad Karte Ho, Dil Karta Hai To Baat Karte Ho,
Ek Zamana Tha Jab Hamare Bina Ek Pal Bhi Nahi Reh Sakte The,
Par Ab To Ek Zamane Ke Baad Sirf Pal Bhar Ke Liye Yaad Karte Ho!

Title: Pal Bhar Ke Liye Yaad || Hindi shayari Yaad