Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi
Teri khamoshi mujhko kr rahi khamosh hai,
jane tujhe kya hua hai aur kya mera dosh hai,
mai khud se puchu kai swaaal ki kyu tu madhosh hai,
tu premika thi fir kyu sab jaan k bhi bihosh hai..
Title: Mujh ko kar rahi khamosh hai || khamoshi
Hamari zindagi tumhari || love hindi shayari
Meri rooh teri muskurahat se aise kaise jud gayi…
Mehsoos tak na hua humari Zindagi tumhari kab ho gayi…🙈
मेरी रूह तेरी मुस्कुराहट से ऐसे कैसे जुड़ गई
महसूस तक न हुआ हमारी ज़िंदगी तुम्हारी कब हो गई…🙈
