Skip to content

Romantic hindi shayari || tere labon pe

kah do apane daanton ko, qi had mein rahen,
tere labon pe bas mere labon ka haq hai…

कह दो अपने दांतों को, क़ि हद में रहें,
तेरे लबों पे बस मेरे लबों का हक़ है…

Title: Romantic hindi shayari || tere labon pe

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Intzar Ki Ghadi || hindi shayari

Ye intzar kyu hota kisi k liye,

Aaj nahi to kal jaana hi hey,

Jindgi k raaho me kabhi baitha karte they,

Aaj unhi k palko k liye intzar kar baithe.

Title: Intzar Ki Ghadi || hindi shayari


CHAHTEIN BADHNE LGI THI TUMSE || love hindi shayari

Chahatein badhne lgi hain tumse milne ke baad,
Din kab gujra ye bhi nhi tha mujhko yaad,
Phir waqt ke namanzuri ne nhi smjhe mere jazbaat,
Kya pta tha vo shaam mein hui thi humari aakhrimulaqat…….

चाहतें बढ़ने लगी हैं तुमसे मिलने के बाद
दिन कब गुज़रा ये भी नही था मुझको याद,
फिर वक़्त के नामंजूरी ने नहीं समझे मेरे जज़्बात,
क्या पता था वो शाम में हुई थी हमारी आखरी मुलाकात…

Title: CHAHTEIN BADHNE LGI THI TUMSE || love hindi shayari