Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
us MOD par
अब जिंदगी के उस मोड पर खड़े है हम,
ना किसी के आने की खुशी है, ना ही किसी के जाने का ग़म।
Ab zindagi ke us mod par khade hai hum
Naa kisi ke aane ki khushi hai, aur naa hi kisi ke jaane ka gham.
Title: us MOD par
muhabbat nhi sambhal paya || nafrat 2 lines shayari hindi
Dekh tu meri Muhabbat tak nhi Sambhal paya
Aur mai teri nafratt ko aaj bhi Sambhale rakhe hu
