Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
TAALASH || thaam rakha hai
izteraab me h zindagi meri..
Ab toh dard me hi araam rakha h…
Tu ab bhi nhi bikhra modassir tere rab ne tujhe thaam rakha h !!!
Title: TAALASH || thaam rakha hai
Bankar fakeer || sad shayari
Bankar fakeer baitha tha jis bewafa ke khatir
Wahi aaye aur bole mursid dua kro mera yaar mil jaye💔
बनकर फकीर बैठा था जिस बेवफा के खातिर
वही आये और बोले मुर्शिद दुआ करो मेरा यार मिल जाये💔
