
Dil jhoome mera khushi ch te rooh khid jawe..!!
Enjoy Every Movement of life!

tere siva koi mere jazbaat me nahi
aankhe me wo nami hai jo barsaat me nahi
paane ki koshish tujhe bahut ki magar
tu ek lakeer hai jo mere haath me nahi
तेरे सिवा कोई मेरे जज़्बात में नहीं,
आँखों में वो नमी है जो बरसात में नहीं,
पाने की कोशिश तुझे बहुत की मगर,
तू एक लकीर है जो मेरे हाथ में नहीं।..
TERA GOSHA
Sapne toh yu bahut haseen hote hai, Magar sapno se pyar nahi karte,
Tumhe chahte toh hum aaj bhi hai, Sirf izhaar nahi karte!!!