K rooyen bhi to rooyen kaise
Hum jise chahte hain vo kisi or ke saath khush hai
K rooyen bhi to rooyen kaise
Hum jise chahte hain vo kisi or ke saath khush hai
1.Mushkil se pahuche the hum iss mukaam pe,
par ab to nafrat si ho gyi mahobat ke naam se.
2. kisi ka bhi meri taraf koi hamara nhi,
ek tere bina jindgi mein koi hamara nhi.
3. kese rok paye khud ko iss ilzaam ke baad,
mujhe bhi to neend aayi nhi har raat iss ahsaas ke baad.
chupake chupake pahale vo zindagee mein aate hain,
meethee meethee baaton se dil mein utar jaate hai,
bach ke rahana in husan vaalon se yaaro,
in kee aag mein kaee aashik jal jaate hain…
चुपके चुपके पहले वो ज़िन्दगी में आते हैं,
मीठी मीठी बातों से दिल में उतर जाते है,
बच के रहना इन हुसन वालों से यारो,
इन की आग में कई आशिक जल जाते हैं…