Skip to content

Roz jeeta roz marta hu mein || Sad shayari || heart touching lines

ऐसा भी क्या जीना मेरा,
की पल पल तड़पता हूं मैं,
किसी की याद में किसी के इंतजार में,
रोज़ जीता रोज़ मरता हूं मैं।💔

Title: Roz jeeta roz marta hu mein || Sad shayari || heart touching lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari


Uski tareef || hindi shayari || love shayari

Chandani bhi uske samne fiki pad jaye
Suraj ki roshni bhi uske samne halki pad jaye
Kya kru e galib uske chehre pr Noor hi aisa h
uski tareef m har alfaaz kam pd jaye 😍

चांदनी भी उसके सामने फीकी पड़ जाए
सूरज की रोशनी भी उसके सामने हल्की पड़ जाए
क्या करूँ ए ग़ालिब उसके चेहरे पर नूर ही ऐसा है
उसकी तारीफ में हर अल्फ़ाज़ कम पड़ जाए😍

Title: Uski tareef || hindi shayari || love shayari