Skip to content

Ruk jaati hai saari shikaaeyte || Hindi shayari

रूक 🙏जाती है सारी 🤔शिकायतें इन होंठो👄 तक आकर😬
जब मासूमियत 😃से वो कहते है अब 🤔मैंने क्या    किया😥😥

Title: Ruk jaati hai saari shikaaeyte || Hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Anzaam samajhti hai

अंजाम समझती है आगाज नही समझती
ईशारे समझती है पूरी बात नही समझती
इक ऐसी लड़की पले पड़ी है यारो
मोहब्बत समझती है मुलाकात नही समझती

Title: Anzaam samajhti hai


WO YAAD

“SAPNO MEI THI TUM RAAT BHAR,

TUMHARI YAADON KA BOHOT HUA ASAR,

BEKAAR THE WO DIN,

BITAYE JO MAINE TERE BIN,

UTHNE KA AB MANN NAHI KARTA,

HAR ROZ YE DIL HAI AB MARTA,

SHAAM KO TERI ZULFE YAAD AA  JAATI,

KAASH TU BHI KABHI MERI HO PAATI,

TOD DI TUNE MERI YE CHAHAT,

KABHI NAHI DE PAAYI TU MUJHE RAHAT,

AB TO NEEND KO BHI DIYA HAI TAAL,

PHIR SE BITANA PADEGA TERE BINA EK AUR SAAL………….”

Title: WO YAAD