Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari
Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……
जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….
Title: Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari
Ye duniya || two line hindi shayari || true lines
Matlabi zamana hai nafarton ka shehar hai
ye duniya dikhti shehad hai or pilati zehar hai💯
मतलबी ज़माना है नफरतों का शहर है
ये दुनिया दिखती शहद है और पिलाती ज़हर है💯
