Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere naam ki zanzeer || two line Hindi shayari
Kaid mein guzregi jo umar bade kaam ki thi,
Par mein kya karta ke zanzeer tere naam ki thi.💕
क़ैद में गुज़रेगी जो उम्र बड़े काम की थी,
पर मैं क्या करता कि ज़ंजीर तेरे नाम की थी….💕
Title: Tere naam ki zanzeer || two line Hindi shayari
Ranjha na mila || 2 lines shayari from heart
Tbaadle kar raha hai ishq bhi bas waqt dekhkar
aur us heer ko fir koi raanjha na mila
तबादले कर रहा है इश्क भी बस वक्त देखकर,
और, उस हीर को फिर कोई रांझा ना मिला...
