Tujhse nazrein milayun kaise
Tere pass aayun kaise
Tere pyar mein to kho chuka hu bhut kuch
Ab khud ko bhool jayun kaise
Ye pyas to roz badti hi jati hai
Tujhe ehsaas mein dilayun kaise..!!
तुझसे नज़रे मिलाऊँ कैसे।
तेरे पास आऊँ कैसे।
तेरे प्यार में तो खो चुका हूँ बहुत कुछ।
अब खुद को भूल जाऊँ कैसे।
ये प्यास तो रोज बढ़ती ही जाती है।
तुझे एहसास मैं दिलाऊं कैसे..!!
Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..
Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….
Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…
Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….
Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….