Skip to content

Saah || Heart broken punjabi status


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sham toh abhi bhi roj || kya baat shayari

Sham toh abhi bhi roj hoti hai, kafir
Baat yeh hai ke ab wo laut kar ghar nahi aate 
शाम तो अभी भी रोज़ होती है, काफ़िर,
बात ये है कि अब वो लौट कर घर नहीं आते...

Title: Sham toh abhi bhi roj || kya baat shayari


Jinhe pyar kiya || sad Hindi shayari

Jhuki huyi palko se unka deedar kiya
Sab kuch bhula ke unka intzaar kiya
Vo jaan hi Na paye jajbaat mere
Mene sabse jada jinhe pyar kiya 💔

झुकी हुई पलकों से उनका दीदार किया,
सब कुछ भुला के उनका इंतजार किया
वो जान ही न पाए जज्बात मेरे,
मैंने सबसे ज्यादा जिन्हें प्यार किया।💔

Title: Jinhe pyar kiya || sad Hindi shayari