Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jeena seekh liya || hindi shayari
Waqt ki pabandiyon se mene jeena seekh liya
Kalam thaam kar shabdon ko mene pirona seekh liya,
Hathon ke shaale dekhkar rona kis baat ka
Badhte waqt ke sath mene shaan ae jeena seekh liya… 😊👐
वक्त की पाबंदीयो से मैंने जीना सीख लिया,
क़लम थाम कर शब्दों को मैंने पिरोना सीख लिया,
हाथों के छाले देखकर रोना किस बात का,
बढ़ते वक्त के साथ मैंने शान से जीना सीख लिया…😊👐
Title: Jeena seekh liya || hindi shayari
Sochta tha humne bhi || Hopes shayari
Socha tha humne bhi
Milenge kabhi kisi mod par,
Par kya kare nhi hota bharosa kisi par
Yaara jabse gya tu chhod kar! 🥀
