Enjoy Every Movement of life!
Zindagi ek aayine ki tarah hoti hai jab ham muskurate hai tab zindagi bhi muskurtee hai 😊
Maine apni zindagi se ye sabk sikha hai
jo tumhe na smjhe use nazarandaaj krdo🙌
Main zindagi se jaayda khawahish nahi rkhti
bas Mera agla kadam pehle se behtreen ho 😊
Yuhi waqt bewaqt teri raah takte barso beet gye
Fir bhi meri nazro me tere liye intezaar wahi hain… 🥀
यूँहीं वक़्त बेवक़्त तेरी राह तकते बरसों बीत गए
फ़िर भी मेरी नज़रों मे तेरे लिए इंतज़ार वही हैं।। 🥀
