Enjoy Every Movement of life!
Wo mile, baat kiye, fir thukraa ke chal diye
ham baithe, jraa roye, fir muskuraa ke chal diye
वो मिले, बात किए, फिर ठुकरा के चल दिए।
हम बैठे, जरा रोए, फिर मुस्कुरा के चल दिए।
हर्ष ✍️
1.Mushkil se pahuche the hum iss mukaam pe,
par ab to nafrat si ho gyi mahobat ke naam se.
2. kisi ka bhi meri taraf koi hamara nhi,
ek tere bina jindgi mein koi hamara nhi.
3. kese rok paye khud ko iss ilzaam ke baad,
mujhe bhi to neend aayi nhi har raat iss ahsaas ke baad.
