Skip to content

SAARI ZIND TERE NAAWE || Sacha pyar Status Punjabi

Ainiyan v beparwahiyaan teriyaan theek nahi
vekh me sari zind likhwai baitha haan tere naawe

ਐਨੀਆਂ ਵੀ ਬੇਪਰਵਾਹੀਆਂ
ਤੇਰੀਆਂ ਠੀਕ ਨਹੀਂ
ਵੇਖ ਮੈਂ ਸਾਰੀ ਜਿੰਦ ਲਿਖਵਾਈ ਬੈਠਾ ਹਾਂ ਤੇਰੇ ਨਾਂਵੇ

Title: SAARI ZIND TERE NAAWE || Sacha pyar Status Punjabi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari

Agar tumhare sath koi rishta nahi rakhna chahta,
To usse door ho jao,
Kyunki waqt khud sikha dega use kadar karna aur tumhe sabar karna..✌️👌

अगर तुम्हारे साथ कोई रिश्ता नही रखना चाहता,
तो उससे दूर हो जाओ,
क्योंकि वक्त खुद सिखा देगा उसे कदर करना, और तुम्हे सब्र करना।✌️👌

Title: Waqt sikha deta hai kadar karna || hindi shayari


Tere baad || love shayari || Hindi shayari

Tere baad teri cheezon ka khayal rakha
Aansu se lekar rumaal bhi sambhal rakha ❤️
Aur kuch yun mohobbat thi hmari tumse
Humne teri yaad mein teri yaad ko bhi sambhal rakha 🤗

तेरे बाद तेरी चीजों का ख्याल रखा
आंसू से लेकर रूमाल भी संभाल रखा❤️
और कुछ यू मोहबात थी हमारी तुमसे 
हमने तेरी याद में तेरी याद को भी संभाल रखा।🤗

Title: Tere baad || love shayari || Hindi shayari