Skip to content

Sab jayez e || sad Punjabi shayari || heart broken

Tera gussa teri nafrat sab jayej e
Kyunki sach eh ke mein tere kabil nahi..!!

ਤੇਰਾ ਗੁੱਸਾ ਤੇਰੀ ਨਫ਼ਰਤ ਸਭ ਜਾਇਜ਼ ਏ
ਕਿਉਂਕਿ ਸੱਚ ਇਹ ਕਿ ਮੈਂ ਤੇਰੇ ਕਾਬਿਲ ਨਹੀਂ..!!

Title: Sab jayez e || sad Punjabi shayari || heart broken

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


BJ ki Kalam se || shayari

Chup raho ab
Kuch na btao kisi ko.
Ro Chuke ho Akele me to ye ankhein na dikhao kisi ko.
Koi puche kya hua to kehna Sab thik hai?
Ab sath apne bithakar na sharab pilao kisi ko.

Title: BJ ki Kalam se || shayari


Apni Marzi se aye thye || Hindi shayari

Hamari zindagi me wo apni marzi se aaye the
Aur gaye bhi hai apni marzi se
is daur me hamne toh bas ek matr khilaune
ka kirdaar nibhayia tha, kyuki marzi to
kewal khilauno par hi ki jaati hai

हमारी जिंदगी में वो अपनी मरज़ी से आए थे
और गए भी हैं अपनी मरज़ी से,
इस दौर में हमने तो बस एक मात्र खिलौने
का किरदार निभाया था, क्योंकि मरज़ी तो
केवल खिलौनो पर ही की जाती है

Title: Apni Marzi se aye thye || Hindi shayari