Skip to content

tu-sab-ton-pyara-punjabi-love-shayari

  • by

Title: tu-sab-ton-pyara-punjabi-love-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari

Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃

तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃

Title: Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari


kitanee khoobasoorat ho || Yaad Hindi shayari

kitanee khoobasoorat ho jaatee hai duniya,
jab koee apana kahata hai kee tum bahut yaad aa rahe ho..

कितनी खूबसूरत हो जाती है दुनिया,
जब कोई अपना कहता है की तुम बहुत याद आ रहे हो..

Title: kitanee khoobasoorat ho || Yaad Hindi shayari