Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Gulab kya bheju || hindi shayari dosti
Soch raha tha k jawab kya bheju,
aap jaise dost ko toofa kya bheju,
guldasta bhejna to bewakufi hogi,
kyu k jo khud gulab hai use gulab kya bheju…?
Title: Gulab kya bheju || hindi shayari dosti
Dekh kar andekha kar diya || sad hindi shayari
Humein dekhkar andekha kar diya usne
Band ankhon se pehchanane ka kabhi dawa kiya tha jisne💔
हमे देखकर अनदेखा कर दिया उसने
बंद आंखों से पहचानने का कभी दावा किया था जिसने💔

