Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Murda jism ki jaan hai tu || love hindi shayari
Mera sukun aur imtehaan hai tu
Yaani murda jisam ki jaan hai tu🙈
Tujhe batlau teri khoobi to sun
Mere gumshuda vajood ki pehchaan hai tu❤️
मेरा सुकून और इतमिनान है तू,
यानी मुर्दा जिस्म की जान है तू..🙈
तुझे बतलाऊं तेरी खूबी तो सुन,
मेरे गुमशुदा वजूद की पहचान है तू❤️
Title: Murda jism ki jaan hai tu || love hindi shayari
Kash mohabat hi mar jaye… || sad shayari Hindi
Kabi sochta tha mohobat ke bina mar jaana chahiye
abb sochta hu ke kaash mohobat hi mar jaaye
ਕਭੀ ਸੋਚਤਾ ਥਾ ਮੋਹਬਤ ਕੇ ਬਿਨਾ ਮਰ ਜਾਨਾ ਚਾਹੀਏ,
ਅਬ ਸੋਚਤਾ ਹੂੰ ਕਿ ਕਾਸ਼ ਮੋਹਬਤ ਹੀ ਮਰ ਜਾਏ….🤲
#Aman

