Enjoy Every Movement of life!
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai..💔
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai🤲
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…💔🖤
Mohabbat ko juban se baya nahi kar paya kabhi unko
Wo gunge hote to isharo ko samjh jate🤐
मोहोब्बत को ज़ुबान से बयां नही कर पाया कभी उनको
वो गूंगे होते तो इशारों को समझ जाते 🤐
