Skip to content

Sabke gunahon ki Saja || 2 lines sad hindi shayari

Sabke gunahon ki Saja || 2 lines sad hindi shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat ne kya karwat badli || two line shayari || hindi shayari

Mohabbat ne kya khub karwat badli
Ab Farak usse bhi nahi padta aur yaad hme bhi nahi aati…🥀🥀🥀

मोहोब्बत ने क्या खूब करवट बदली
अब फर्क उन्हें भी नहीं पड़ता और याद हमें भी नहीं आती…🥀🥀🥀

Title: Mohobbat ne kya karwat badli || two line shayari || hindi shayari


bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari

Kya hua jo abb tu mere saath nahi hai,
Ab pehle jaisa din aur raat nahi hai
is baat ka malaal nahi hai mujhe, malaal to yeh hai
ki abb jeene me woh bachpan wali baat nahi hai

क्या हुआ जो अब तु मेरे साथ नहीं है,
अब पहले जैसा दिन और रात नहीं है,
इस बात का मलाल नहीं है मुझे, मलाल तो ये है,
की अब जीने में वो बचपन वाली बात नहीं है।

– विक्रम

Title: bachpan wali baat || Bachpan Hindi shayari