Sabr krna seekh lo kyunki
Rab ke faisle par kabhi shak nhi kiya ja sakta 👍
सब्र करना सीख लो क्योंकि
रब के फैसले पर कभी शक नहीं किया जा सकता 👍
Sabr krna seekh lo kyunki
Rab ke faisle par kabhi shak nhi kiya ja sakta 👍
सब्र करना सीख लो क्योंकि
रब के फैसले पर कभी शक नहीं किया जा सकता 👍
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai….
Teri wajah se meri duniya khabon khayalon mein kho gyi hai
Teri wajah se duniya najron se gayab ho gyi hai
Mere khayal, khwaish Haqeeqat mein tabdil hone ki zid mein aa gyi hai….
Aur jo bajaron mein shan se nikla karte the hum,
Aaj hamari pehchan badal gyi hai ….
Aaj tak hum dil ke mareezon ko yun vyapari bulaya krte the ,
Aaj khud unme shamil hain, yeh kaisi bimari ho gyi hai..
Aye mohobbat tujhse nafrat ho gyi hai..💔
