Skip to content

Sachi kasam ton || bewafai shayari

Sachi kasam ton khaa lete e dagebaaz
maarne ke liye toh bewafai kaafi thi

ਸੱਚੀ ਕਸਮ ਤੋ ਖ਼ਾ ਲੇਤੇ ਏ ਦਗੇਬਾਜ਼
ਮਾਰਨੇ ਕੇ ਲਿਏ ਤੋ ਬੇਵਫਾਈ ਕਾਫੀ ਥੀ

Title: Sachi kasam ton || bewafai shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek raaz mohobbat || hindi shayari

Mein tumse mohobbat karta hu ye baat ek raaz hai🤫
Aur suno, tum bhi humse mohobbat kar sakte ho humein kaha koi aitraaz hair🙈

मैं तुमसे मोहब्बत करता हूँ ये बात एक राज है🤫
और सुनो, तुम भी हमसे मोहब्बत कर सकते हो हमे कहा कोई ऐतराज है🙈

Title: Ek raaz mohobbat || hindi shayari


Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari

Is rang badalti duniya mein
lakh mushkile aur hzaar kisse aaye
kuch to sahi kiya hoga zindagi me
jo aise pyaare log mere hisse aaye ❣️

इस रंग बदलती दुनिया में
लाख मुश्किलें और हजार किस्से आए
कुछ तो सही किया होगा ज़िंदगी में
जो ऐसे प्यारे लोग मेरे हिस्से आए ❣️

Title: Is rang badalti duniya mein || true line Hindi shayari