Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tasveer tumhari || love hindi shayari
Maine rakhi hai faqat dil ki tasalli ke liye
Mursad, kya koi jurm hai tasveer tumhari rakhna❤️
मैने रखी है फ़क़त दिल की तस्सली के लिए
मुरशद, क्या कोई जुर्म है तस्वीर तुम्हारी रखना❤️
Title: Tasveer tumhari || love hindi shayari
Rangeen duniya || Hindi status
Kitni rangeen hain ye dunia,
Jaha sab kuch hain,
Subha ka Kiran saam ka Surya aasth,
Bistaar se dekho toh mil jayegi zindagi ka Manzil,
Lelo maja din ka dhoop aur saam ka hawa ka jhoka,
Pyaar se hatheli par jakad lo iss pal ka mouka! <3

