Skip to content

sad dard hindi shayari || badhi der

badhi der kar di mera dil todhne me
na jaane kitne shayar aage chale gaye

❝बडी देर कर दी मेरा दिल तोडने में,
न जाने कितने शायर आगे चले गये !!❜❜

Title: sad dard hindi shayari || badhi der

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apna aashiyaana bna diya

Hum dono ke rahein alag alag the

Phir bhi milkar ek raaste bana diya

Manzilein kaahe dur khade the

Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya

Title: Apna aashiyaana bna diya


hausala mujh mein nahin || 2 lines sad status hindi

hausala mujh mein nahin usako bulaane ka,
kaam sadiyon se lamhon mein kahaan hota hai….

हौसला मुझ में नहीं उसको बुलाने का,
काम सदियों से लम्हों में कहाँ होता है…

Title: hausala mujh mein nahin || 2 lines sad status hindi