
or hum nadaan unki khushi ke liye
istemaal hotey rahe
vo karte rahe raat bar
kisi aur se baate
aur hum bekhabar unki
yaado ko takkiya bana kar
saote rahe
Enjoy Every Movement of life!


Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko
Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya
Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte
Toh kaise btau dil ka ye haal mai
Yaron karke baitha hu haal apna behal mai