Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hamara aitbaar
Tum kitna bhi kisi ko pyaar kar lo,
Tum kitna bhi kisi ka intezaar kar lo,
Mar jayenge tumhari eik nigah pe,
Bas tum ek baar hamaara aitbaar kar lo.
Title: Hamara aitbaar
Haara yeh dil || sad mohobbat shayari hindi
Jaane na kyu yeh ki hai khataa
Tohrta dil mera hue tum bewafa
Baata do na tere bina jeena zara
Haara hai hara tumse dil krega na
Mohabbat fir kabhi dobara

