Skip to content

Sad Hindi shayari || heart broken status

jaise jaise din guzrenge bhul use hm jayenge
Lekin uske baad kisi se pyar nhi kar payenge
Lafzon se dil k andar ki aah byan kab hoti hai
Apne man ki peeda kaise hontho pe hum Layenge..!!

जैसे जैसे दिन गुजरेंगे भूल उसे हम जाऐंगे
लेकिन उसके बाद किसी से प्यार नही कर पाएंगे! 
लफ्ज़ों से दिल के अंदर की आह ब्यां कब होती है! 
अपने मन की पीडा़ कैसे होठों तक हम लाएंगे!! 

         

Title: Sad Hindi shayari || heart broken status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Adhoori mohabbat || sad shayari

Je krr dende izhaar pyaar da taan shyd ajj enna ronde naa
Jinu bina paaye hi khoya si mai shyd ohnu kde khonde naa

Title: Adhoori mohabbat || sad shayari


Alfaaz satya ke

Tere aane ki khushi likhi hai meine

Tere hone ka ahesaas likha hai

Teri har baat ka jawaab likha hai meine

Shuru se anth tak tere saath rahene ka ek khubsurat safar likha hain

Teri julfo ka vo savaarna likha hai meine

Teri har aada ka ijhaar likha hai meine

Tere saath rahena likha hai meine

Tera meri zindagi mei hona hi kimti hain isliye rab se koi fariyaad nhi likhi hai meine……

Title: Alfaaz satya ke