Skip to content

Sad Hindi Shayari | Two Liners

Shayad mein hi galat hoon, jo log mujhe sahi karne mein lge hein,
Jo kam meri zindagi tabaah kar de, wahi karne mein lge hein.

शायद मैं ही ग़लत हूं जो लोग मुझे सही करने में लगे हैं,
जो काम मेरी ज़िन्दगी तबाह कर दे, वही करने में लगे हैं।

Title: Sad Hindi Shayari | Two Liners

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ankhon mein kho jaye || love Hindi shayari

Waise intezar humein bhi hai us pal ka 🙃
Jab khuda ka deedar ho jaye 😍
Hum usmein aur vo humari ankhon mein kho jaye ❤️

वैसे इंतज़ार हमें भी है उस पल का,🙃
जब खु़दा का दीदार हो जाये,😍
हम उसमे और वो हमारी आँखों में खो जाये ❤️

Title: Ankhon mein kho jaye || love Hindi shayari


Adhoori mohobbat || sad but true || punjabi status

Mein pucheya krishan bhagwan nu, meri mohabbat adhoori kyu likhi?
Oh vi hass ke ro paye, kehnde menu vi radha kdo mili !

ਮੈ ਪੁੱਛਿਆ ਕ੍ਰਿਸ਼ਨ ਭਗਵਾਨ ਨੂੰ,ਮੇਰੀ ਮੁਹੱਬਤ ਅਧੂਰੀ ਕਿਉ ਲਿਖੀ ?
ਉਹ ਵੀ ਹੱਸ ਕੇ ਰੋ ਪਏ,ਕਹਿੰਦੇ ਮੈਨੂੰ ਵੀ ਰਾਧਾ ਕਦੋ ਮਿਲੀ !

Title: Adhoori mohobbat || sad but true || punjabi status