
bina dil se pooche yeh faisla kar baitha
Iss zalim zameen par to
toote huye taare bhi nahi girte
or mai chand se hi
mohobat kar baitha
Enjoy Every Movement of life!

Nigaahe nichi aur sar jhukaye baithi hai
nigahe nichi aur sar jhukaye baithi hai
ek ladhki hai mera dil churaye baithi hai
निगाहें नीची और सर झुकाए बैठी है
निगाहें नीची और सर झुकाए बैठी है
एक लड़की है जो मेरा दिल चुराए बैठी है ❤️❤️❤️
