Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bekhabar || two line shayari || sad shayari
Bekhabar hokar jee rhe the jiske sath
Aaj khabar uske jaane ki aayi hai
बेखबर होकर जी रहे थे जिसके साथ 💕
आज खबर उसके 🫠 जाने की आई है
Title: Bekhabar || two line shayari || sad shayari
Tanhai mein ro liya kar || heart touching lines || hindi shayari
Ki Har waqt ka hasna tujhe barbaad na kar de
Tanhai ke lamho me kabhi ro bhi liya kar…
कि हर वक़्त का हसना तुझे बर्बाद न कर दे
तन्हाई के लम्हो में कभी रो भी लिया कर…
