Skip to content

Sad Shayari || Hindi shayari || dard status

Aaj khud ko itna Tanha mehsoos kiya jaise log dafna ke shod gye ho..!!



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Vo sazish mein to hai || hindi shayari

Zehan mein to hai
Vo kisi sazish mein to hai.
Aankhein nam dekh kar man nahi bhara unka
Koi mujhe toot te hue dekhne ki khwahish mein to hai…🙃

जहन में तो हैं ,
वो किसी साज़िश में तो हैं ,
आंखे नम देख कर मन नहीं भरा उनका ,
कोई मुझे टूटते हुए देखने की ख्वाहिश में तो हैं …🙃

Title: Vo sazish mein to hai || hindi shayari


Tum hi nazar aate ho || Love Shayari in Hindi

धीरे से आकर हमारे दिल में उतर जाते हो,
खुशबू की तरह मेरी सांसो में बिखर जाते हो,
अब तो तुम्हारे इश्क में ये हाल हो गया है,
सोतें जागते बस तुम ही तुम नजर आते हो।🙈💘

Title: Tum hi nazar aate ho || Love Shayari in Hindi