Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kyu Karte Hai Pyar || Hindi Love Shayari
ना तुमने कुछ कहा ना बताया हमने ..!!
क्यों करते है प्यार तुमसे क्यों अपनाया हमने..!!
Na tumne kuch kha na btaya humne
Kyu karte hai pyar tumse kyu apnaya humne
Title: Kyu Karte Hai Pyar || Hindi Love Shayari
Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari
Shayad salo sal tum smay laga do,
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge,
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂
