dil na kisi se lgana || shayari with song || whatsapp video
naaz tha muje jiske ishq pe
usi ne berehmi se mera dil dukhaya hai.!!
groor toda hai mera jo tha muje sachi mohobbat pe
khuleaam bich bazaar mein muje thukraya hai..!!

Agar Ham Sudar gaye toh unka kya hoga
jinko hamare pagalpan se pyar hai
अगर हम सुधर गए तो उनका क्या होगा
जिनको हमारे पागलपन से प्यार है
Kalam chalti hai to dil ki awaz likhta hu
Gam aur judaai ke andaz-e-byan likhta hu
Rukte nhi hai meri aankhon mein aansu
Mein jab bhi uski yaad mein alfaaz likhta hu 💔
कलम चलती है तो दिल की आवाज लिखता हूँ,
गम और जुदाई के अंदाज़-ए-बयां लिखता हूँ,
रुकते नहीं हैं मेरी आँखों से आँसू,
मैं जब भी उसकी याद में अल्फाज़ लिखता हूँ।💔