Skip to content

True love shayari || SADABAHAR SHARAAB

sharaab love punjabi shayari || Mainu koi dede aisi sharaab jisda nashaa kadi na utre jo hamesha tere hi naam di khumaari gawe

Mainu koi dede aisi sharaab
jisda nashaa kadi na utre
jo hamesha tere hi naam di khumaari gawe


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


vo roye bahut || Sad hindi shayari

unake lie jab hamane bhatakana chhod diya,
yaad mein unakee jab tadapana chhod diya,
vo roye bahut aakar tab hamaare paas,
jab hamaare dil ne dhadakana chhod diya..

उनके लिए जब हमने भटकना छोड़ दिया,
याद में उनकी जब तड़पना छोड़ दिया,
वो रोये बहुत आकर तब हमारे पास,
जब हमारे दिल ने धडकना छोड़ दिया..

Title: vo roye bahut || Sad hindi shayari


Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari

Shayad salo sal tum smay laga do, 
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge, 
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂

Title: Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari