Skip to content

Sadgi nazar aayi || urdu shayari

Urdu shayari || Sadgi nazar aayi Uske lehze mein
Aaj usne urdu mein baat ki..❤
Sadgi nazar aayi Uske lehze mein
Aaj usne urdu mein baat ki..❤

Title: Sadgi nazar aayi || urdu shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaash usse farak padhta || hindi sad shayari

काश ।।।।
उसे भी फर्क पड़ता
मेरे हँसने से ..
मेरे रोने से…
मेरे साथ ना होने से …
और यू इल्जाम ना लगते,मेरे जाने से।।।।

Title: Kaash usse farak padhta || hindi sad shayari


Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari